जा
Jaapak
Play Store पर उपलब्ध

Naam Japo.
Mala Gino.

Jap counter app jo ek kaam acche se kare. 108 beads ki digital mala, apni awaaz, progress tracking. Poori tarah offline.

Satish Sahu, creator of Jaapak

Features

Sab Kuch Ek Jagah

108 Beads ki Mala

Tap karo, japo. Har mala complete hone pe celebration, aur counting automatic.

Custom Sound

6 built-in sounds, ya apni awaaz record karke lagao.

Google Drive Backup (Jald Aa Raha Hai)

Jap data ka automatic backup aur ek click restore. Ye feature agle update mein aa raha hai.

Sadhana Stats

Charts, rankings aur streaks se apni progress dekho aur motivated raho.

Ambience Sounds

Bhajan aur nature sounds background mein chalte hain, jisse dhyan gehra hota hai.

Background Jap

App band karo, jap chalu rahe. Notification se control karo.

श्री हित प्रेमानंद गोविंद शरण जी महाराज, वृंदावन के संत, Bhajan Marg satsang

Bhajan Marg Blog

Shri Premanand Ji Maharaj ke Satsang

Maharaj ji roz satsang dete hain. Unki teachings ko humne articles mein likha hai: naam jap, grihastha life, vairagya aur kathaein. Har article ke saath original video bhi hai.

Sabhi Lekh Padho